Posts

Child care and paryavaran

 Paryavaran Sanrakshan jaisa ki aap Jante Hain Samaj Mein badhati Hui Sukh Suvidha Bhogi Sanskriti Ek kathin Daur se Gujar raha hai. Paryavaran Sanrakshan ke liye Hamen Apne Anya Jeev jantuon ka bhi Khyal Rakhna hoga Aur Itna hi Nahin Hamen jitne bhi bhautik Sansadhan uplabdh hain unke Sath samanjas se Bitha kar Rahana hoga Hamen Samajh Mein Nahin Aata ki manushya Sabhi paryavaraniya Ghatak ke साथ-साथ Rahane mein Dard Ka Anubhav Kyon karta hai isliye Hamen Paryavaran ki Jaivi Aur bhautik donon ghatkon Ke bich samanjas ke bithane ki Bhari jarurat hai Taki Paryavaran is Prakar surakshit Ho ki usmein Jivan Falta phulta Rahe.